Friday, May 28, 2010

Woo Mujha Pagal Smhajati hai...Words for someone special.....Himanshu Pandit

Woo har baat ko galat smhajati hai,
Mein ankahein band kerta hoo woo soya smhajati hai…...

Mein uska sath chalata hoo, woo sirf sathi smhajati hai……….

Mein roo padata ho akasar apan app sa ,
Woo usa meri adat smhajati hai…….……

Mein likhta hoo apni dil ki baat,Wooo Kavita smhajati hai……….

Agar hasta hooo mein kabhi,Tu mujha pagal smhajti hai……….

Mein Chhata ho usa apni jaan sa jyada ,
Woo usa meri hasaraat smhajati hai……………….

Muja uski jarrorat hai, woo mujha dewana smhajati hai………………

Khuda abb tu hi ker fasala mera, kahi maar jayo ek din ,
Aur woo Natak smhajati reha ………




















Monday, May 10, 2010

Bhagat Singh Maar Reha Hai...........Himanshu Pandit

Meina ajj 2 baccho ko battein kerta dekha……….
Ek mein bhagat singh ,Aur Ek mein Lalit modi ko dekha…..

Bhagat Singh muskara reha tha, Haar baat mein desh ko bich mein la reha tha…….
Lalit modi bhi khisyya reha tha, paisa paisa chila reha tha…………………….

Kabhi battein thi marna mitana ki, desh ka liya kuch kerna ki………………
Kabhi battein thi uppar chadana ki,kuch bhi ker ka agaa bhadana ki….........

“PANDIT” bhi ya dekh ker daar gyaa,kya banaga ya bachpan ya soch sahhham gaya…..
Kabhi Bhagat singh aaga bada ,kabhi lalit modi kuch picha hattaa…..

Kabhi 5 star ki ayaashi thi,kabhi JAIL ki mayusi thi……………….
Kabhi Sab kuch tha jina ka liya,Kabhi bass desh tha marna ki liya……

Bhagat singh ka upper tha lalit modi,Ker reha tha haar cheej ki paiso mein boli…………
Desh ka agga paisa bhadd reha tha,Bhagat singh bachpan mein hi maar reha tha………

Desh mera lackhar tha bhagat singh ki maut per sharmshar tha…………
Desh mera lackhar tha bhagat singh ki maut per sharmshar tha…………

A ‘ khuda’ tujha kuch kerna hooga,Bhagat singh tujha phr sa ladana hoga…..
Abbb Ek bahgat singh sa kya hoga ,Abb haar ek ko thoda bhagat singh banana hoga………………

Verna ya desh beek jayaga aur sara paisa latit modi kha jya ga…...

Abbb haar ek ko BHAGAT SINGH BANNANA HOG,ladna hoga desh ka liya ladna ………

VANDA MATRAM,,,,,VANDA MATRA....BHARAT MATTA KI JAI.................