Sunday, March 27, 2011

Ya Sali Jindgi Mujha Abb Sasti lagati hain… By Himanshu Pandit

Kabhi Rasata lamba,Toh kabhi Manzil choti lagati hain….
Hoot Hasata ha ,Toh Dil ko rona ki Jarrurat lagati hain …

Ya Sali Jindgi Mujha Abb Sasti lagati hain…

Yaad Unki ,Unsa bhi Khubosurat lagati hain…
Sanns leta hu ,Toh ya Saansa abb majbori lagati hain….

Ya Sali Jindgi Mujha Abb Sasti lagati hain…

Her Insaan abb Mitti ki badalti Murrat lagati hain….
Dosti ki Kasam Abb ya Rishata bhi uss Dost ki Majbori lagati hain….

Ya Sali Jindgi Mujha Abb Sasti lagati hain…

Sharab na hoo,tu abb raat bhi adhori lagati hain….
Jindgi ko is Tarah Jalana meri Kamjori lagati hain….

Ya Sali Jindgi Mujha Abb Sasti lagati hain…

Jo Bedal gaya Mujha Pagal keh ker,Woo Unki Smhajdari lagati hain….

Aur Joo sochta hai Mein bedlo ga kabhi ,woo Unki lachari lagati hain….

Ya Sali Jindgi Mujha Abb Sasti lagati hain…


Kya kero abb tu khuda bhi pathar ki ek murrat lagati hain….
Per Abb Mujha bhi uss Pathar ki jarrorat lagati hain….


Ya Sali Jindgi Mujha Abb Sasti lagati hain…  




Monday, February 28, 2011

Aaj hasnaaa ka dil hai ,Tumha hasaana ka dil hai…By Himanshu Pandit

Aaj hasnaaa ka dil hai ,Tumha hasaana ka dil hai…
Apni haar baat Tumha btaana ka dil hai…

Mein tu bass Pagal hoo,Aaj tum per chiilana ka dil hai…

Bina Pankh Udanaaa ka dil hai,tumha udaaana ka dil hai…
Jo meina khwab dekha tha teri ankhoo sa ,unha khi daabana ka dil hai…

Bahut ho gayi Sahrab,Aaj mahkhana tum per lootana ka dil hai…

Kaat si gayi hai jindgi bin tera,aaj uss sa phir hath milana ka dil hai…
Thoda Rona ka dil hai,thoda tujha apni yaad dilana ka dil hai…

Pata hai nehi-- managa tera “KHUDA” bass mujha tu apni DUAA ajwana ka dil hai….

Kaun kehata hai bhool gaya ho tujha mein,bass haar shabad mein tujha chupana ka dil hai…
Kab kaha mein aaj hasna ka dil hai,bass tujha yaad kerna ka dil hai…

Bass Tujha apni yaad dilana ka dil hai….Hansi mein haar ansuu lotana ka dil hai...

Sunday, February 13, 2011

Lagata hai meina khuda tmha naraz ker diya…By Himanshu Pandit

Lagata hai meina khuda tmha naraz ker diya…


Phir sa apna zakam laa illaz ker diya…


Hasana mein bhi chahataa tha bahut per, phir sa kismat na mujha daagdaar ker diya…

Roti hai jindgi sisak sisak ker, kya gunah usna baar baar ker diya…


Abhi tak tu sirf jaal rehi thi meri jindgi, tumna tu ussa Koyala bhi nehi rakh ker diya…

Iss kedar roya uski yaad mein , ankh mein ansoo ne ki chaalla ker diya..


Hans lena humari batein yaad ker ka kbhi kbhi ,hum smhajaga tumna hum per ek aur ehsaan ker diya…

Maar jatein hum bhi kab ka per , khuda tuna tu humari maut mein bhi Dhoka ker diya…


Abb kuda tu hi batta meina kya ker diya…

Pyar ker liya ya koi gunah ker diya…


Hansata hai khuda bhi mujha per ya keh ker, Ek waqt tha jb tuna tu Ussa mujha sa bhi upper ker diya…

Tbhi tu meina tujhsa ya dhoka ker diya….


Khuda woo tu ab bhi tujhsa upper hai, kya hya agar humana ussa thoda badnaam ker diya…

Tera hona na hona tu pata nehi , per humna tu us mein hi tera dedarr ker diya…