Monday, February 28, 2011

Aaj hasnaaa ka dil hai ,Tumha hasaana ka dil hai…By Himanshu Pandit

Aaj hasnaaa ka dil hai ,Tumha hasaana ka dil hai…
Apni haar baat Tumha btaana ka dil hai…

Mein tu bass Pagal hoo,Aaj tum per chiilana ka dil hai…

Bina Pankh Udanaaa ka dil hai,tumha udaaana ka dil hai…
Jo meina khwab dekha tha teri ankhoo sa ,unha khi daabana ka dil hai…

Bahut ho gayi Sahrab,Aaj mahkhana tum per lootana ka dil hai…

Kaat si gayi hai jindgi bin tera,aaj uss sa phir hath milana ka dil hai…
Thoda Rona ka dil hai,thoda tujha apni yaad dilana ka dil hai…

Pata hai nehi-- managa tera “KHUDA” bass mujha tu apni DUAA ajwana ka dil hai….

Kaun kehata hai bhool gaya ho tujha mein,bass haar shabad mein tujha chupana ka dil hai…
Kab kaha mein aaj hasna ka dil hai,bass tujha yaad kerna ka dil hai…

Bass Tujha apni yaad dilana ka dil hai….Hansi mein haar ansuu lotana ka dil hai...

Sunday, February 13, 2011

Lagata hai meina khuda tmha naraz ker diya…By Himanshu Pandit

Lagata hai meina khuda tmha naraz ker diya…


Phir sa apna zakam laa illaz ker diya…


Hasana mein bhi chahataa tha bahut per, phir sa kismat na mujha daagdaar ker diya…

Roti hai jindgi sisak sisak ker, kya gunah usna baar baar ker diya…


Abhi tak tu sirf jaal rehi thi meri jindgi, tumna tu ussa Koyala bhi nehi rakh ker diya…

Iss kedar roya uski yaad mein , ankh mein ansoo ne ki chaalla ker diya..


Hans lena humari batein yaad ker ka kbhi kbhi ,hum smhajaga tumna hum per ek aur ehsaan ker diya…

Maar jatein hum bhi kab ka per , khuda tuna tu humari maut mein bhi Dhoka ker diya…


Abb kuda tu hi batta meina kya ker diya…

Pyar ker liya ya koi gunah ker diya…


Hansata hai khuda bhi mujha per ya keh ker, Ek waqt tha jb tuna tu Ussa mujha sa bhi upper ker diya…

Tbhi tu meina tujhsa ya dhoka ker diya….


Khuda woo tu ab bhi tujhsa upper hai, kya hya agar humana ussa thoda badnaam ker diya…

Tera hona na hona tu pata nehi , per humna tu us mein hi tera dedarr ker diya…