Bond Bond sa Bhikhar Gaya Hoo mein,
Abb khud sa hi darr Gaya hoo mein……….
Sari duaiyein bekar ho Gayi hai,
Lagata hai koi Bahut bada Gunah ker Gaya hoon mein………
Botttal hai bheri huyi hai shraab ki,
Usa pi pi ker ker bher Gaya hoo mein………….
Jindgi abb bahut badi laagatti hai,
Jii jii ker thak Gaya hoo mein………..
Maat do mujha jina ki saza,
Maat Maat do mujha jina ki saza,
Choo ker to dekhoo maar Gaya hoo mein………….
Thursday, April 1, 2010
Subscribe to:
Post Comments (Atom)

No comments:
Post a Comment