Monday, February 28, 2011

Aaj hasnaaa ka dil hai ,Tumha hasaana ka dil hai…By Himanshu Pandit

Aaj hasnaaa ka dil hai ,Tumha hasaana ka dil hai…
Apni haar baat Tumha btaana ka dil hai…

Mein tu bass Pagal hoo,Aaj tum per chiilana ka dil hai…

Bina Pankh Udanaaa ka dil hai,tumha udaaana ka dil hai…
Jo meina khwab dekha tha teri ankhoo sa ,unha khi daabana ka dil hai…

Bahut ho gayi Sahrab,Aaj mahkhana tum per lootana ka dil hai…

Kaat si gayi hai jindgi bin tera,aaj uss sa phir hath milana ka dil hai…
Thoda Rona ka dil hai,thoda tujha apni yaad dilana ka dil hai…

Pata hai nehi-- managa tera “KHUDA” bass mujha tu apni DUAA ajwana ka dil hai….

Kaun kehata hai bhool gaya ho tujha mein,bass haar shabad mein tujha chupana ka dil hai…
Kab kaha mein aaj hasna ka dil hai,bass tujha yaad kerna ka dil hai…

Bass Tujha apni yaad dilana ka dil hai….Hansi mein haar ansuu lotana ka dil hai...

1 comment:

manjari said...

like it :)