Thursday, July 5, 2012

खुदा तु भी दिखा नही पर ॥


थोड़ी मस्ती की,कोई गुनाह नही पर ॥ज़िया जिन्द्गी बस,रुका नही पर॥
टूटा रहा में , बिखरा नही पर ॥ज़ल कर राख तो हुया, ऊडा नही पर॥

रोया तो बहुत ,आन्सू बहा नही पर॥तसल्ली मिली बहुत,होस्ला बडा नही पर॥
सथी मिले बहुत,साथ चला नही पर।।गलत था नही में ,ये सुना नही पर॥

चला बहुत दुर तक,थका नही पर ॥मौत देखी बहुत,मरा नही पर॥
हस्सा बहुत ,खुशी थी नही पर ॥ जीत मिली नही, “PANDIT”  हiरi नही पर ॥

गिला बहुत है खुदा,कहा नही पर ॥ खुदा सुना बहुत तेरे बारे में……।तु भी दिखा नही पर ॥

Sunday, March 27, 2011

Ya Sali Jindgi Mujha Abb Sasti lagati hain… By Himanshu Pandit

Kabhi Rasata lamba,Toh kabhi Manzil choti lagati hain….
Hoot Hasata ha ,Toh Dil ko rona ki Jarrurat lagati hain …

Ya Sali Jindgi Mujha Abb Sasti lagati hain…

Yaad Unki ,Unsa bhi Khubosurat lagati hain…
Sanns leta hu ,Toh ya Saansa abb majbori lagati hain….

Ya Sali Jindgi Mujha Abb Sasti lagati hain…

Her Insaan abb Mitti ki badalti Murrat lagati hain….
Dosti ki Kasam Abb ya Rishata bhi uss Dost ki Majbori lagati hain….

Ya Sali Jindgi Mujha Abb Sasti lagati hain…

Sharab na hoo,tu abb raat bhi adhori lagati hain….
Jindgi ko is Tarah Jalana meri Kamjori lagati hain….

Ya Sali Jindgi Mujha Abb Sasti lagati hain…

Jo Bedal gaya Mujha Pagal keh ker,Woo Unki Smhajdari lagati hain….

Aur Joo sochta hai Mein bedlo ga kabhi ,woo Unki lachari lagati hain….

Ya Sali Jindgi Mujha Abb Sasti lagati hain…


Kya kero abb tu khuda bhi pathar ki ek murrat lagati hain….
Per Abb Mujha bhi uss Pathar ki jarrorat lagati hain….


Ya Sali Jindgi Mujha Abb Sasti lagati hain…  




Monday, February 28, 2011

Aaj hasnaaa ka dil hai ,Tumha hasaana ka dil hai…By Himanshu Pandit

Aaj hasnaaa ka dil hai ,Tumha hasaana ka dil hai…
Apni haar baat Tumha btaana ka dil hai…

Mein tu bass Pagal hoo,Aaj tum per chiilana ka dil hai…

Bina Pankh Udanaaa ka dil hai,tumha udaaana ka dil hai…
Jo meina khwab dekha tha teri ankhoo sa ,unha khi daabana ka dil hai…

Bahut ho gayi Sahrab,Aaj mahkhana tum per lootana ka dil hai…

Kaat si gayi hai jindgi bin tera,aaj uss sa phir hath milana ka dil hai…
Thoda Rona ka dil hai,thoda tujha apni yaad dilana ka dil hai…

Pata hai nehi-- managa tera “KHUDA” bass mujha tu apni DUAA ajwana ka dil hai….

Kaun kehata hai bhool gaya ho tujha mein,bass haar shabad mein tujha chupana ka dil hai…
Kab kaha mein aaj hasna ka dil hai,bass tujha yaad kerna ka dil hai…

Bass Tujha apni yaad dilana ka dil hai….Hansi mein haar ansuu lotana ka dil hai...

Sunday, February 13, 2011

Lagata hai meina khuda tmha naraz ker diya…By Himanshu Pandit

Lagata hai meina khuda tmha naraz ker diya…


Phir sa apna zakam laa illaz ker diya…


Hasana mein bhi chahataa tha bahut per, phir sa kismat na mujha daagdaar ker diya…

Roti hai jindgi sisak sisak ker, kya gunah usna baar baar ker diya…


Abhi tak tu sirf jaal rehi thi meri jindgi, tumna tu ussa Koyala bhi nehi rakh ker diya…

Iss kedar roya uski yaad mein , ankh mein ansoo ne ki chaalla ker diya..


Hans lena humari batein yaad ker ka kbhi kbhi ,hum smhajaga tumna hum per ek aur ehsaan ker diya…

Maar jatein hum bhi kab ka per , khuda tuna tu humari maut mein bhi Dhoka ker diya…


Abb kuda tu hi batta meina kya ker diya…

Pyar ker liya ya koi gunah ker diya…


Hansata hai khuda bhi mujha per ya keh ker, Ek waqt tha jb tuna tu Ussa mujha sa bhi upper ker diya…

Tbhi tu meina tujhsa ya dhoka ker diya….


Khuda woo tu ab bhi tujhsa upper hai, kya hya agar humana ussa thoda badnaam ker diya…

Tera hona na hona tu pata nehi , per humna tu us mein hi tera dedarr ker diya…

Tuesday, October 5, 2010

Mera Haaalat Padh La....Himanshu Pandit &...

HELLO ALL THIS IS FASTEST POEM I MAKE.....................ACTUALLY ITS A CHATTING BETWEEN..........ME AND FRIEND......

ON GTALK......COLOUR SHOWS THE WORDS OF 2 PEOPLE



 
kah na paungi..........
ki koi aake meri aankhe pad le

swal bhi pad le...jawab bhi pad le...............
agar apno se bhi khna pde to kon apna h, bas chupke se dil ki har bat samaj le...............

hakikat to sab jante h, wo mere khwab bhi pad le
hansi ki picha ki ahhh samahaj la..Dil mein bethi haar baat pad la

ahssaas pad le, mere sab jajbat pad le...

kuch na padh saka tu ansu bhari woo raaat padh la.....
tuu ker jab mein roya tha..woo sans padh la.....

agar ye bhi na kar ske,
to ho bastu bhi kuch na kah, main chup hun aur tu khamoshi ko pad le

Maut ka sanata mein meri ahh padh la...bheed ka shor mein koi sazz padh la.............

shayad kuch na kah skun ab, par kyun ni kha jaan le
ab bhi ni kah skungi, tu mere haalat pad le...............


Friday, July 30, 2010

Pyaar ho jaaye...Dedicated to my LOVE...Himanshu Pandit

Sath Chala jo 2 kadam woh mera

Unke saath se bhi Pyaar ho jaye,

 
Haath jo thaame pyaar se woh meraa  

Apne hi haath se Pyaar ho jaye,


 
Khowabon mein Jis raat aaye woh mera,

Us suhaani raat se Pyaar ho jaye,



Aaye zikar Jis baat mein unka,
 Ussi baat se Pyaar ho jaye,




Pukaare Pyaar se naam Jab woh mera,
Apne hi naam se Pyaar ho jaaye,



“PANDIT” hai agar itna khoobsurat yeh Pyaar unka,

To Khuda har jannam mein unkho mujha hi pyar ho jaya…….


Love  You sooo  much............................................

Friday, May 28, 2010

Woo Mujha Pagal Smhajati hai...Words for someone special.....Himanshu Pandit

Woo har baat ko galat smhajati hai,
Mein ankahein band kerta hoo woo soya smhajati hai…...

Mein uska sath chalata hoo, woo sirf sathi smhajati hai……….

Mein roo padata ho akasar apan app sa ,
Woo usa meri adat smhajati hai…….……

Mein likhta hoo apni dil ki baat,Wooo Kavita smhajati hai……….

Agar hasta hooo mein kabhi,Tu mujha pagal smhajti hai……….

Mein Chhata ho usa apni jaan sa jyada ,
Woo usa meri hasaraat smhajati hai……………….

Muja uski jarrorat hai, woo mujha dewana smhajati hai………………

Khuda abb tu hi ker fasala mera, kahi maar jayo ek din ,
Aur woo Natak smhajati reha ………




















Monday, May 10, 2010

Bhagat Singh Maar Reha Hai...........Himanshu Pandit

Meina ajj 2 baccho ko battein kerta dekha……….
Ek mein bhagat singh ,Aur Ek mein Lalit modi ko dekha…..

Bhagat Singh muskara reha tha, Haar baat mein desh ko bich mein la reha tha…….
Lalit modi bhi khisyya reha tha, paisa paisa chila reha tha…………………….

Kabhi battein thi marna mitana ki, desh ka liya kuch kerna ki………………
Kabhi battein thi uppar chadana ki,kuch bhi ker ka agaa bhadana ki….........

“PANDIT” bhi ya dekh ker daar gyaa,kya banaga ya bachpan ya soch sahhham gaya…..
Kabhi Bhagat singh aaga bada ,kabhi lalit modi kuch picha hattaa…..

Kabhi 5 star ki ayaashi thi,kabhi JAIL ki mayusi thi……………….
Kabhi Sab kuch tha jina ka liya,Kabhi bass desh tha marna ki liya……

Bhagat singh ka upper tha lalit modi,Ker reha tha haar cheej ki paiso mein boli…………
Desh ka agga paisa bhadd reha tha,Bhagat singh bachpan mein hi maar reha tha………

Desh mera lackhar tha bhagat singh ki maut per sharmshar tha…………
Desh mera lackhar tha bhagat singh ki maut per sharmshar tha…………

A ‘ khuda’ tujha kuch kerna hooga,Bhagat singh tujha phr sa ladana hoga…..
Abbb Ek bahgat singh sa kya hoga ,Abb haar ek ko thoda bhagat singh banana hoga………………

Verna ya desh beek jayaga aur sara paisa latit modi kha jya ga…...

Abbb haar ek ko BHAGAT SINGH BANNANA HOG,ladna hoga desh ka liya ladna ………

VANDA MATRAM,,,,,VANDA MATRA....BHARAT MATTA KI JAI.................






Tuesday, April 6, 2010

Woo Naam kya jo Badal Jaya…. By Himanshu Pandit

Woo Naam kya jo Badal Jaya….
Woo Shamm kya jo Dhal jaya….


Woo Nazar kya jo Pallat Jaya…
Woo Shama kya jo Pighal jaya…


Woo Parwana kya jo Jaal Jaya…
Woo Ansoo kya jo Baah jaya…

Woo Dard kya jo Saha Jaya…

Woo Chand kaya jo Chup jaya…


Woo Badal kya jo Barass Jaya…

Woo Tufan kya jo Guzar jaya…

Woo “Ashqik” kya joo maan jaya…

Aur “khuda” woo ladki kya jo Arram sa Patt jaya…

Thursday, April 1, 2010

Maar Gaya hoo mein......Himanshu Pandit

Bond Bond sa Bhikhar Gaya Hoo mein,
Abb khud sa hi darr Gaya hoo mein……….



Sari duaiyein bekar ho Gayi hai,
Lagata hai koi Bahut bada Gunah ker Gaya hoon mein………


Botttal hai bheri huyi hai shraab ki,

Usa pi pi ker ker bher Gaya hoo mein………….


Jindgi abb bahut badi laagatti hai,

Jii jii ker thak Gaya hoo mein………..

Maat do mujha jina ki saza,
Maat Maat do mujha jina ki saza,

Choo ker to dekhoo maar Gaya hoo mein………….

Thursday, March 18, 2010

मुझे याद रखना .......By Himanshu Pandit

ह़र चीज़ को याद रखना हर बात को याद रखना ..........
हंसो जब होटों से तुम ,तोह अपनी आँखों में आय अन्सोऊ को याद रखना…..


जब दे कोई अपना दर्द तुम्हे ,उसके प्यार को याद रखना…..
जब गुस्सा हो Muumy Daddy तुम्हारे ,उनके जाज्बात को याद रखना…..

हो जब तुम्हारा मुस्किल से मुकाबला तो, हालात को याद रखना…..
रुये जबब भी जी भार के तुम ,उस बात को याद रखना…..


आदमी चला भी जाये उस “खुदा ” के पास ,पर उसकी याद को याद रखना…..
दुश्मण को याद रखो ना रखो ,पर दोस्तों को याद रखना…..


कल हो सकता है सब कुछ हो तुम्हारे पास ,पर अपनी औकत्त को याद रखना
जब भी हो पेरशान तो ,”हिमांशु पंडित ” की एस बात्त को याद रखना…..

Monday, February 15, 2010

Boond.....................An Experience

Boond Boond jab padti hai barish ki acchi lagti……
Boond Jab Shrab ka Pyala mein reha jay to sacchi lagti …….

Boond jab gira kisi ki julfu sa to mast lagti hai…………..
Boond raagistan mein pyasa ko jindgi lagti hai……………………………

Boond ager jaam jaya pather per to suraj ki roshni mein HIRA lagati hai……….
Boond subah – subah pholo per padi moti lagati hai……………

Boond jab aa jaya do hooto ka bich to PYARI lagati hai………………
Boond jab gira Un ki Nazar sa tu khuda ki sachi murat lagati hai…….

Boond -Boond mein jab kata jindgi to JINDGI majburi lagati hai…………….
Boond Boond mein maar rehi hai jindgi “PANDIT” ker kuch varsna ya Sali JINDGI badi SASTI lagti hai…….

Saturday, February 13, 2010

Kasshhhh.....Himanshu Pandit

KASH ....... asia hoita kei na eng. hoti , na mba hoita ,na mbbs hoti, na dubai hoita na delhi hoita , na internet hoita , na mobile hoita , na freinds hoite hei, na hotel hoite , na restuarant hoite,na tum hote,na hum hote…….

Kash asia hoita kei mere papa hoite jo mujhe maamma sei zayada peyaar karthe kash mamma bimar na hoti jo mujhe papa sei zayada peyaar karti hei


kash asia hotia kei mei zindigi bhar yehi hisaab lugata kei mamma papa mujhse kitna peyaar karte hei ,

 
kash asia hoitaa kei zindigi mei mayussi nahi hoti , khushiye hoti, kash asia hoita kei papa maama aap mera sath hoite,
 
kash asia hoita kei papa humme aapke Exampel,kahani ,poorani baate nahi yaad karna padhti , kash bhai tujha sab pata hota hai… , kash papa mamma pass hoite,
 
kash meina jo kera meina nehi kerta….kash mein woo time barbad na kerta..

kash 2007 na aata kabhi aur papa aap humse door jaate hi nahi, aur apki yaad mein mumma bhi nehi jati.

kash koi too hota jo mujha smhaj pata…..kash koi hota jo meri sun pata…………..

kash kudha to bhi nehi hota ….aur….. Himanshu Pandit bhi nehi hota…….

Kassssssssssssssssssh

Tuesday, January 5, 2010

Chahat

chahata ho marna .....per maar nehi pata hoo....
Rok leta hai mera khuda...us sa ladd nehi pata hoo....


chahata ho uddna...per udd nehi pata hoo....
rok leti hai ya duniya...us sa aga nehi ja pata hoo...


chahata ho kuch alag kerna...per ker nehi pata hoo....
rok leti hai atma...us sa jala nehi pata hoo....


chahata hoo sab kuch badlana...per badal nehi pata hoo..
rok leti hai Jindgi...us ji nehi pata hoo....


Chhana sa kya hota hai...is baat ko soch ka darr jata hoo...
 chaha ka bhi kuch na  ker pana ka gum la ker bass jita jata hoo......

Monday, June 29, 2009

तलाश.......The Search

इतने दोस्तो मे भी, एक दोस्त की तलाश है ,

मुझेइतने अपनो मे भी, एक अपने की प्यास है मुझे...

छोड आता है हर कोई, समन्दर के बीच मुझेअब डूब रहा हु,

तो एक सा हिल की तलाश है मुझे......

लडना चाहता हू, इन अन्धेरो के गमो से,

बस एक शमा के उजाले की तलाश है मुझे.......

तग आ चुका हु, इस बेवक्त की मौत से मै,

अब एक हसीन जिन्दगी की तलाश है मुझे.......

दीवना हु मै, सब यही कह कर सताते है मुझे,

जो मुझे समझ सके, उस शख्श की तलाश है,

*एक प्यारे से दोस्त की तलाश है मुझे.......

Friday, June 26, 2009

Dosti.......

1 Din Khuda Na Puch Liya Bata Tuna jindgi Mein Kya kiya....
Meina Bhi Kasam Sa Dosti ka Naam Liya.......
Ya suun Khuda Muskara Diya ....Bola Banda Tuna Ya kya kiya....
Dosti Wosti Kuch Nehi hoti Ya to Sab 1 Dhoka hai............
Meina Apna Her Banda ko kerna sa Roka hai............

Yah Sun Himanshu Pandit Bhi Aad gaya Dosti ka Khatir Khuda Sa Bhid Gaya...........

Khuda Bola Mein Teri Dosti ko Ajavoyaga(Chek keroga)......
Tujha Teri Dosti sa ladvayoga............
Yaah Sun Pandit Muskeroya...Aur Bola
Pal do Pal ka Ruthan manana to chalta hai per..........
Khuda Dosti Khudai.....aur Dost Khuda hai
Dosti Khudai.....aur Dost Khuda hai
Aur To Hi Bata Khuda Sa Bhi koi Laad sakta hai.................................