Sunday, February 13, 2011

Lagata hai meina khuda tmha naraz ker diya…By Himanshu Pandit

Lagata hai meina khuda tmha naraz ker diya…


Phir sa apna zakam laa illaz ker diya…


Hasana mein bhi chahataa tha bahut per, phir sa kismat na mujha daagdaar ker diya…

Roti hai jindgi sisak sisak ker, kya gunah usna baar baar ker diya…


Abhi tak tu sirf jaal rehi thi meri jindgi, tumna tu ussa Koyala bhi nehi rakh ker diya…

Iss kedar roya uski yaad mein , ankh mein ansoo ne ki chaalla ker diya..


Hans lena humari batein yaad ker ka kbhi kbhi ,hum smhajaga tumna hum per ek aur ehsaan ker diya…

Maar jatein hum bhi kab ka per , khuda tuna tu humari maut mein bhi Dhoka ker diya…


Abb kuda tu hi batta meina kya ker diya…

Pyar ker liya ya koi gunah ker diya…


Hansata hai khuda bhi mujha per ya keh ker, Ek waqt tha jb tuna tu Ussa mujha sa bhi upper ker diya…

Tbhi tu meina tujhsa ya dhoka ker diya….


Khuda woo tu ab bhi tujhsa upper hai, kya hya agar humana ussa thoda badnaam ker diya…

Tera hona na hona tu pata nehi , per humna tu us mein hi tera dedarr ker diya…

Tuesday, October 5, 2010

Mera Haaalat Padh La....Himanshu Pandit &...

HELLO ALL THIS IS FASTEST POEM I MAKE.....................ACTUALLY ITS A CHATTING BETWEEN..........ME AND FRIEND......

ON GTALK......COLOUR SHOWS THE WORDS OF 2 PEOPLE



 
kah na paungi..........
ki koi aake meri aankhe pad le

swal bhi pad le...jawab bhi pad le...............
agar apno se bhi khna pde to kon apna h, bas chupke se dil ki har bat samaj le...............

hakikat to sab jante h, wo mere khwab bhi pad le
hansi ki picha ki ahhh samahaj la..Dil mein bethi haar baat pad la

ahssaas pad le, mere sab jajbat pad le...

kuch na padh saka tu ansu bhari woo raaat padh la.....
tuu ker jab mein roya tha..woo sans padh la.....

agar ye bhi na kar ske,
to ho bastu bhi kuch na kah, main chup hun aur tu khamoshi ko pad le

Maut ka sanata mein meri ahh padh la...bheed ka shor mein koi sazz padh la.............

shayad kuch na kah skun ab, par kyun ni kha jaan le
ab bhi ni kah skungi, tu mere haalat pad le...............


Friday, July 30, 2010

Pyaar ho jaaye...Dedicated to my LOVE...Himanshu Pandit

Sath Chala jo 2 kadam woh mera

Unke saath se bhi Pyaar ho jaye,

 
Haath jo thaame pyaar se woh meraa  

Apne hi haath se Pyaar ho jaye,


 
Khowabon mein Jis raat aaye woh mera,

Us suhaani raat se Pyaar ho jaye,



Aaye zikar Jis baat mein unka,
 Ussi baat se Pyaar ho jaye,




Pukaare Pyaar se naam Jab woh mera,
Apne hi naam se Pyaar ho jaaye,



“PANDIT” hai agar itna khoobsurat yeh Pyaar unka,

To Khuda har jannam mein unkho mujha hi pyar ho jaya…….


Love  You sooo  much............................................

Friday, May 28, 2010

Woo Mujha Pagal Smhajati hai...Words for someone special.....Himanshu Pandit

Woo har baat ko galat smhajati hai,
Mein ankahein band kerta hoo woo soya smhajati hai…...

Mein uska sath chalata hoo, woo sirf sathi smhajati hai……….

Mein roo padata ho akasar apan app sa ,
Woo usa meri adat smhajati hai…….……

Mein likhta hoo apni dil ki baat,Wooo Kavita smhajati hai……….

Agar hasta hooo mein kabhi,Tu mujha pagal smhajti hai……….

Mein Chhata ho usa apni jaan sa jyada ,
Woo usa meri hasaraat smhajati hai……………….

Muja uski jarrorat hai, woo mujha dewana smhajati hai………………

Khuda abb tu hi ker fasala mera, kahi maar jayo ek din ,
Aur woo Natak smhajati reha ………




















Monday, May 10, 2010

Bhagat Singh Maar Reha Hai...........Himanshu Pandit

Meina ajj 2 baccho ko battein kerta dekha……….
Ek mein bhagat singh ,Aur Ek mein Lalit modi ko dekha…..

Bhagat Singh muskara reha tha, Haar baat mein desh ko bich mein la reha tha…….
Lalit modi bhi khisyya reha tha, paisa paisa chila reha tha…………………….

Kabhi battein thi marna mitana ki, desh ka liya kuch kerna ki………………
Kabhi battein thi uppar chadana ki,kuch bhi ker ka agaa bhadana ki….........

“PANDIT” bhi ya dekh ker daar gyaa,kya banaga ya bachpan ya soch sahhham gaya…..
Kabhi Bhagat singh aaga bada ,kabhi lalit modi kuch picha hattaa…..

Kabhi 5 star ki ayaashi thi,kabhi JAIL ki mayusi thi……………….
Kabhi Sab kuch tha jina ka liya,Kabhi bass desh tha marna ki liya……

Bhagat singh ka upper tha lalit modi,Ker reha tha haar cheej ki paiso mein boli…………
Desh ka agga paisa bhadd reha tha,Bhagat singh bachpan mein hi maar reha tha………

Desh mera lackhar tha bhagat singh ki maut per sharmshar tha…………
Desh mera lackhar tha bhagat singh ki maut per sharmshar tha…………

A ‘ khuda’ tujha kuch kerna hooga,Bhagat singh tujha phr sa ladana hoga…..
Abbb Ek bahgat singh sa kya hoga ,Abb haar ek ko thoda bhagat singh banana hoga………………

Verna ya desh beek jayaga aur sara paisa latit modi kha jya ga…...

Abbb haar ek ko BHAGAT SINGH BANNANA HOG,ladna hoga desh ka liya ladna ………

VANDA MATRAM,,,,,VANDA MATRA....BHARAT MATTA KI JAI.................






Tuesday, April 6, 2010

Woo Naam kya jo Badal Jaya…. By Himanshu Pandit

Woo Naam kya jo Badal Jaya….
Woo Shamm kya jo Dhal jaya….


Woo Nazar kya jo Pallat Jaya…
Woo Shama kya jo Pighal jaya…


Woo Parwana kya jo Jaal Jaya…
Woo Ansoo kya jo Baah jaya…

Woo Dard kya jo Saha Jaya…

Woo Chand kaya jo Chup jaya…


Woo Badal kya jo Barass Jaya…

Woo Tufan kya jo Guzar jaya…

Woo “Ashqik” kya joo maan jaya…

Aur “khuda” woo ladki kya jo Arram sa Patt jaya…

Thursday, April 1, 2010

Maar Gaya hoo mein......Himanshu Pandit

Bond Bond sa Bhikhar Gaya Hoo mein,
Abb khud sa hi darr Gaya hoo mein……….



Sari duaiyein bekar ho Gayi hai,
Lagata hai koi Bahut bada Gunah ker Gaya hoon mein………


Botttal hai bheri huyi hai shraab ki,

Usa pi pi ker ker bher Gaya hoo mein………….


Jindgi abb bahut badi laagatti hai,

Jii jii ker thak Gaya hoo mein………..

Maat do mujha jina ki saza,
Maat Maat do mujha jina ki saza,

Choo ker to dekhoo maar Gaya hoo mein………….